Ye Mera Dil Lyrics

Film                           Don
Music Director         Kalyan Jee Anand Jee
Lyricist                      Indeevar
Singer                       Asha Bhosle


laa la la laa ri ra ra ra la la laa
ye mere dil pyaar ka diwaana
diwaana-diwaana pyaar ka parwaana
aata hai mujhko pyaar main jal jaana
mushkil hai pyare tera bach ke jaana
ye mera dil pyaar ka diwaana ……2

( dil wo, chahe jise, chahe jise use paaye
Pyaar wo, yaar ke jo, naam pe hi mit jaye )…..2
Jaan ke badle main jaan loon nazraana
ye mere dil pyaar ka diwaana
diwaana-diwaana pyaar ka parwaana

(pal-pal, ek halchal, dil main ek toofaan hai
aane ko hai, wo manzil, jiska mujhe armaan hai ).….2
bhuega, na tujhe, dil ka ye takraana
(ye mere dil pyaar ka diwaana
diwaana-diwaana pyaar ka parwaana)…..2