Sunn Raha Hai Na Tu (Female)Lyrics

Film                       Aashiqui 2
Music Director     Ankit Tiwari
Lyricist                 Sandeep Nath
Singer                  Shreya Ghoshal
hey …hey….
yara…yara…..

manzilen ruswa hai khoya hai rasta
aaye le jaye itni si iltza
ye meri zamanat hai tu meri amanat hai
aa..aa..
mujhko  irade de kasme de wade de
meri  duaon ke isharo ko share de
dil ko thikane de naye bahane de
khwabon ki barishon ko mausam ke paimane de
apne karam ki kar adayain kar de idhar bhi tu nigahain
sunn raha he na tu ro rahi hun main
sunn raha he na tu kyu ro rahi hun main
sunn raha he na tu ro rahi hun main
sunn raha he na tu kyu ro rahi hun main
yara…………

waqt bhi thehra hai kaise kyu ye hua
kash tu aise aaye jaise koi dua
tu ruh ki rahat hai tu meri ibadat hai
aa..aa..
apne karam ki kar adayain kar de idhar bhi tu nigahain
sunn raha he na tu ro rahi hun main
sunn raha he na tu kyu ro rahi hun main
sunn raha he na tu ro rahi hun main

sunn raha he na tu kyu ro rahi hun main