Film Heropanti
Music Director Sajid Wajid
Lyricist Kausar Munir
aa raat bhar, aa raat bhar
jaaye na ghar, jaaye na ghar
jaaye na ghar, jaaye na ghar
aa raat bhar, aa raat bhar
jaaye na ghar, jaaye na ghar
hai saath tu, kya hai fikar
jaaye na ghar, aa raat bhar
jaaye jahaan jahaan jahaan dil kare
jaane kahan kahan kahan fir mile
iss raat mein, beete umar saari umar
hai saath tu, kya hai fikar
jaaye na ghar, aa raat bhar
jaaye jahaan jahaan jahaan dil kare
jaane kahan kahan kahan fir mile
iss raat mein, beete umar saari umar
aa raat bhar, aa raat bhar
jaaye na ghar, jaaye na ghar
jaaye na ghar, jaaye na ghar
raat mujhe kyun, jaane lage yun
kehti hai khud ko badal de tu
ho.. raat mujhe kyun, jaane lage yun
kehti hai khud ko badal de tu
chand ko chakh le, taaro ko pee le
aaj zara thoda sa jee le tu
kehti hai khud ko badal de tu
chand ko chakh le, taaro ko pee le
aaj zara thoda sa jee le tu
toh chal chale, gire, pade, uthe, udhe
aa tujh ko laga dun mein mere par
is raat mein beete umar, saari umar
is raat mein beete umar, saari umar
aa raat bhar, aa raat bhar
jaaye na ghar, aa raat bhar
jaaye na ghar, aa raat bhar
namkiniyaan hai, nazdeekiyaan hai
rang hi rang hai nazaron mein
haan.. namkiniyaan hai, nazdeekiyaan
hai
rang hi rang hai nazaron mein
hasne lagi hun, fasne lagi hun
armaan dil mein hazaron hain
rang hi rang hai nazaron mein
hasne lagi hun, fasne lagi hun
armaan dil mein hazaron hain
toh paar de, sabhi hadein
gale lage kabhi nahi hone de seher
is raat mein beete umar, saari umar
gale lage kabhi nahi hone de seher
is raat mein beete umar, saari umar
aa raat bhar, aa raat bhar
jaaye na ghar, aa raat bhar
jaaye na ghar, aa raat bhar